Jeevan Kay Vaastavikata,
Kya Samjhhogay, Kya Jaanogay,
Samajh Aur Gyaan Alag Alag Phir Bhi Ek Hain,
Vaastavika Ko Jub Aap Jaan Jaogay Tum Roh Roh Kar Hi Sahi,
Par Sukh Kay Aanssoo Par Doob Jaogay,
Aur Dukh Mai Bhi, Muskura Muskura Kar
Jeenay Ka Aandaaz Seekh Jaogay,
Yadi Khud Say Taqraar Aur Bahas Karnay Ka Kala Seekh Jaogay,
Aur Apnay Aap Say Bahas Kartay Aap Koh Paogey ,
Toh Sabhee Sawalo Kay Jawab,
Aap, Apnay Aap Hi De Paogay ,
Kehtay Hain, Kuch Toh Doosroh Ke Liye Karo
Aur Agar Doosro Kay Liye Kartay Jaogay
Kabhie Unpar Saawal Nahi Karogay, Kartay Paogay
Toh Naa Kabhie Nayi Uljhan Aur Naya Sawaal Ke Beech
Apnay Aap Koh Ghirtay Paogay,
Hamaray Samasya Ka Har Jawab
Khud Hi Hamaray Pass Hai , ........
Doosro Kay Pass Hamaray Liye
Sirf Vikat Samasya Aur Jikarna Baadha
Hamaray Liye ,
Hamesha Hamesha
Taiyaar Hai , ..........
" Yehi Jindagi Ka Saba Hai
Yehi Is Jindagi Ka Falsama Hai "
Well, That Is It
Regards and THANKS
Pics
Signature Of ShyamalBhattacharjee
Decoding a poetic expression is tougher than facing Wes Hall/Charles Griffith bouncer. Certainly not my cup of tea 🤕🙏🙏
ReplyDelete